Top Best Seo Google top ranking Factors in 2021 in hindi urdu



Google Top Rank Factors in 2021

seo 2020 in hindi
seo 2020 in hindi



Top Best Seo Google top ranking Factors in 2021 Hi Friends kesy hai ap sub umeed karte hai ap sub theak ho gye friends aj hum apk stah seo ka barye mein kuch asye factors share kare ge jis ap 2020 mein apni website ko rank karwa paye gye  agr ap ki site ki ranking mein nhi ay rhi apka koi article google mein rank nhi kare pay rah tu aj ki post ko complete raed karna agr ap apni site ko rank karwna chete hai.




    SEO stands for “search engine optimization.” It is the process of getting traffic from the “free,” “organic,” “editorial” or “natural” search results on search engines.

    2020 mein aur 2021 mein bhot kuch change ho gya hai 2021 ka ander agr ap apni site ko google ka top page par rank karwna chete hai tu apko apne content ko naye tariqe se optimize karna wo is liye ka apki site par zida organic Tarffic aye  is post mein jo factors apko hum batne jya rhe hai agr ap unko follow kare ge tu 100% apki site bi google ka top page par rank kare gi 

    Google mein 200+ ranking factors dhke jyte hai is liye google har saal new ranking signals aur changing priorities ko change karta aur apne algorithm  ko update karta hai.

    1.Mobile Friendly 

    Google ranking mein sub se important factor mobile friendly honi chiye matlb ka agr apki mobile friendly ho gi tu is se jo bi viewer apki site par aye ga us ko apka content read karne mein asni ho gi site apki easliy show ho gi achy tariqe se agr apki site par mobile user zaid hai tu ap apni site ka theme template Amp use kare aj kal google mein jo first page par sites hoti zaida tar news wali hoti hai wo amp template use karte hai Amp template se google bhot jald apki site ko rank dey de ga.











    2. Search Intent

    Jub bi koi user google mein search karta hai tu wo cheta hai us ko sahi information mile is liye tu wo google mein search  karta hai google bi ye he cheta hai ka user ko sahi aur achi information di jye.
    2019 mein google ye he kare ga jis site ka content search query jitna zida relevant karta ho ga utni he zaida achi ranking aur position mile gi.









    3. Unique Content

    2020 ka andr apko google search mein apko asi sites nazar nhi ay gi  jo duplicate content matlb copy kare ka content ko apni site par publish karti hai google phlye bi asi sites ko penalize karta hai par ab ziada deeply action lye ga  agr apko lgta hai apki site par copy content hai ti ap copyscape par jya kare apni site ko check kare.



    4. CTR








    Ctr google mein rank ka liye bhot important factor hai  jitna acha ctr ho ga utni achi ranking bi mile gi ap apna ctr google webmaster mein jya kare perfomance report mein jya kare check kare sakte hai




    5. Explained Content

    Google ab 2020 mein bhot sare changes kare rha hai aur apni jo search quality ko bi betar kare rah hai google un pages ko zaida priority deta hai jis mein google ki search ki gi query se match karta ho na ka zaida keywords se match ho 

    is liye ap jub bi ab apni site par new post kare tu zaida keyword barhne ki bajye ap apne content ko ache tariqe se explain kare ab google ye nhi dhke ga ka keyword kitne match karte hai google ye dhke ga content user ka liye kitna useful hai kitna user like karta hai.




    6. Grammar

    Agr apka content mein speling ki galtia ho tu user bi asy content ko like nhi karta google ko bi is baat ka pta hai  2020 mein asa content rank nhi kare ga tu ap apne content ko publish karne se phyle kuch tools use kare ka check kare sakte.



    7. HTTPS Site (Secure Connection)

     Ap akser sites ko open karte ho ge tu apka smane ek warning ko show hoti ho gi .google na 2014 mein ye https search signal chrome ka liye banya tha 2020 mein ye bi bhot important factor hai ye apki site or user ko secure  karne ka liye hai.



    8. Content Keywords

    Seo 2020 ka ander bi apka title  mein keyword istmal karan bhot faydamend rahe ga ranking ka liye bhot important factor hai q ka google ye bi dhkta ka apne jo content likha hai wo user ki search ki gi query se match karti hai kai









    is alwa apne heading highlight word aur image alt: tags apne content mein subheading ka zaida se zaida istamal kare jo log apne contenet mein zaida keyword bahre deyte hai wo google mein rank nhi hota.


    9. Page Authority within Website


    2020 mein google apki site ki aur  pages ki authority ko bi dhkta hai ye bhot important factor hai 
    ka ap kitna behtar page build karte hai our viewer apka content parne ka liye kitna excited hota hai apka home mein kitne links ad hai aur page ka look kesa hai site ka navigation mein bhot sare link add karna aur post ka andr bhot sari internal links ad karne se seo par bhot bad  optimizing hai.

    very simple aur user friendly  look ka sath apni site ko design kare  jis ko user or search engines bi passend kare ge









    10. Page Speed

    google search ranking mein ye sub se important factor hai google ka update mein bi hai ka agr ap top ranking hassle karna cheta hai tu apni site ki speed ko improved kare in future jin sites ki speed achi ho gi unko he rank mile ga.


    11. Backlinks 

    2020 mein bi ye factor kame kare ga ap apni site ka liye high quality ka dofollow backinks bane apko top ranking ka liye ye bi karna ho ga backlinks zarore bane.


    12. Well-structured HTML








    Ap apni site ka html  markup ko sahi tariqe se organize kare  ap search engine ko sumjhaa sakte hai ka apka content real mein hai kia  Search engines abhi bhi structure markup aur semantic markup par yaqeen karte hai.
    agr apka content mein bad html markup hai tu chehy ap ka content kitna he acha q na ho search engine bot ko lagega ki ye bad quality content haiApni site ke content HTML makrup ko aur behtar clear banane ke liye schame markup ka istemal kare.

    13.Search description






    2020 mein acha rank hassle karne ka liye apki jo search description hai wo bot zaida rank ka liye zarori hai description  achy se likhe.


    14.Permalink

    Friends google rank mein permalink bi bhot zarori aur important factor hai ap khosis kare ap ki permalink short ho is mein bi apka keywords ho is se ranking mein bhot asni ho gi.







    Ye kuch important factors the jin ki madad se ap 2020 mein top rank ly sakte agr ap in ko follow karye gye tu apki site google ka top par rank kare gi aur apki site ki tarffic bi bahre gi kindky is article ko share bi kare Thanks for the reading




    error: Content is protected !!